Harivansh Rai Bachchan death anniversary: Madhushala to Agnipath remembering his best poems

Jan 18, 2023

New Delhi [India], January 18 : Bollywood megastar Amitabh Bachchan's father Harivansh Rai Bachchan, who made a huge contribution to Hindi literature in his lifetime, was a renowned poet and writer.
A Padma Bhushan awardee Harivansh Rai's best works include 'Himmat Karne Walon Ki Haar Nahi Hoti', 'Agnipath', 'Ruke Na Tu' and 'Madhushala' among many others.
His words have not only been immortalized through his writings but also through their use in several Bollywood films. So on the occasion of his death anniversary let's take a look at his work.

Madhushala
Madiralay jane ko ghar se, Chalta hai peene wala
Kis path se jaun? Asmanjas mein hai who bhola-bhaala
Alag-alag path batlaate sab, Par main yah batlaata hun-
Raah pakad tu ek chala chal, Paa jayega madhushala

Agnipath
Tu na thakega kabhi,
Tu na thamega kabhi,
Tu na mudega kabhi,
Kar shapath, kar shapath, kar shapath,
Agnipath, agnipath, agnipath

Purv Chalne Ke Batohi
Pustako me nahi chhaapi gayi iski kahani,
Haal iska gyat hota hai na auro ki zubani,
Anginat raahi gye is raha par, unka pata kya,
Par gye kuch log is par chod paero ki nishani,
Yeh nishani muk hokar bhi bhaut kuch bolti hai,
Khol iska arth, panthi, panth ka anumaan kar le
Purv chalne k batohi, bat ki pehchaan kar le

Ruke Na Tu
Dhanush utha, prahaar kar
Tu sabse pehla vaar kar
Agni si dhadhak-dhadhak
Hiran si sajag-sajag
Singh si dahaad kar
Shankh si pukaar kar
Ruke na tu, thake na tu
Jhuke na tu, thame na tu

Vishwa Sara So Raha Hai
Hain vicharte swaon sunder,
Kintu inka sang tajkar,
Vyom-vyaapi shoonyata ka
Kaun saathi ho raha hai?
Vishwa saara so raha hai.